Kya din khushi ka aaya

Kya din khushi ka aaya

Lyrics

Kya din khushi ka aaya

Kya din khushi ka aaya
rehmat ka badal aaya
duniya ka munji aaya
aa… ha … ha….. hallelujah

Zibrael farishta aaya
paigaam khushi ka laya
sab logo ne sunaya
aa… ha … ha….. hallelujah

Wo teen majusi aaye
sona mur lobaan laye
yeshu ko nazer chadhaye
aa… ha … ha….. hallelujah

Aur dekho gadhariye aaye
bhedo ke bacche laye
yeshu ko bhent chadhaye
aa… ha … ha….. hallelujah

purab se nikla tara
mara usne lashkara
raste ko hua sahara
aa… ha … ha….. hallelujah

*
*
*